Lyrics of song

bachke rehna re baba

(hum ladkiyan nahin hungama hain
lagti hain sidhi sadhi hum mein drama hain )- 2
ladko ke peetche, peetche peetche jaye
jadoo chalaye hum hain balaye – 2
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba – 8

ladkon ka fashion hua hain poorana aaya hain ab ladkiyon ka zamana – 2
payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana
jadoo chalaye hum hain balaye – 2
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba – 8

aankhon main kajal agar hum lagaye phir kya hain hum raat usko banaye – 2
pal bhar main badal ko aawara karde chunri agar hum hawa main udaye
jadoo chalaye hum hain balaye – 2
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba – 8

(hum ladkiya nahin hungama hain
lagti hain sidhi sadhi hum mein drama hain) – 2
ladko ke peetche peetche peetche jaye
jadoo chalaye hum hain balaye
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba – 8

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *