Lyrics of song

Main Thi Main Hoon

–FEMALE–
Na katoongi, na jaloongi, na mitoongi, na maroongi – 2
Main thi, main hoon, main rahoongi – 2

–CHORUS–
Main thi, main hoon, main rahoongi – 2

–FEMALE–
Jab tak dariya mein hai paani
Aur aasmaan neela hai
Jab tak sooraj tej se chamke
Aur adhera kaala hai
O jab tak dariya mein hai paani
Aur aasmaan neela hai
Jab tak sooraj tej se chamke
Aur adhera kaala hai
Tab tak is jahan ka banke praan rahoongi
Main thi, main hoon, main rahoongi – 2
Ah, ah ah ah, ah ah ah ah ah

–CHORUS–
Main thi, main hoon, main rahoongi – 2

–FEMALE–
Jis pe toot padi sadiyon se
Har voh laheri saagar ki
Main voh archal sheela hoon
Par aafat hai jisne jheli
O, jis pe toot padi sadiyon se
Har voh laheri saagar ki
Main voh archal sheela hoon
Par aafat hai jisne jheli
Jeene ki abhi na shichaah ka ansh banoongi
Main thi, main hoon, main rahoongi – 2
Ah, ah ah ah

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *