So gaya, Yeh jahah
(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) – 2
(So gayi hai saari manzile, O saari manzile,
So gaya hai rasta,
So gaya yeh jahan, so gaya aasma) – 2
(Raat aayi tho woh jinke ghar the,
Woh ghar ko gaye so gaye,
Raat aayi tho hum jaise aawara
Phir nikle raahon mein aaur kho gaye) – 2
Is gali us gali, is nagar us nagar,
Jaaye bhi tho kaha jaana chahe agar,
O, So gayi hai saari manzile,
O, Sari manzile,
So gaya hai rasta,
(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) – 2
Kuch meri suno, kuch anpi kaho,
ho paas tho aise, chup naa raho,
hum paas bhi hai, aaur dur bhi hain
aazaad bhi hai, majboor bhi hain
Kyun pyaar ka mausam beet gaya
Kyun humse jamana jeet gaya
Har ghadi mera dil gham ke ghere mein hain
Jindagi dur tak ab andhere mein hain
Andhere mein hain, andhere mein hain,
O So gayi hain saari manzile,
O sari manzile, so gaya hai rasta,
(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) – 2