Shaapit Hua
Bhoolenge na ye pal jab apne pyaar ka beeta kal
Shaapit hua
Kya kya hota hai chahat ki anjaani si rahon mein
Dekha humne jaa kar khud apni maut ki gufaaon mein
Khatra khatra chilati hai andhkar ki har deewar
Aaya aashiq shaapit kar gaye sun kar aashiq ka izhaar
Shaapit hua tere pyaar mein
Shaapit hua ikraar mein
Shaapit hua tere pyaar mein
Shaapit hua ikraar mein
Tujhe ho gaya pyaar pehna gayi woh maut ka haar aur main, shaapit hua
Sochne ki ye baat hai jisme na jism hai na jaan hai
Uss nirjeev ke jeevat shraap ne cheenay mere praan hai
Na samjhe woh prem na premio ki judaai ka ehsaas
Karz hai muh par, mehbooba ke dhadakte dil ki bhook aur pyaas
Shaapit hua tere pyaar mein
Shaapit hua ikraar mein
Shaapit hua tere pyaar mein
Shaapit hua ikraar mein
Tujhe ho gaya pyaar pehna gayi woh maut ka haar aur main, shaapit hua
Tere pyaar ke jot mujhe iss andhkaar se bachayenge
Woh narjeev tere haathon se hi mukti paayegi
Aayega woh pal jab khushian cheekengi chilayengi
Tere paas tere sapno ki rajkumari aayegi
Baahon mein baahein, haathon mein haath
Chahun bas tera hi saath, har din har raat
Bhoolenge na ye pal jab apne pyaar ka beeta kal
Shaapit hua – 5 times