Aankh Lagaee
Jab se maine tumse aankh lagaee hai, jab se maine tumse aankh lagaee hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee, maine na aankh lagaee
Jab se maine tumse aankh lagaee hai, jab se maine tumse aankh lagaee hai
Ishq to hai zakhmon ka gehna, o jis jis ne bhi isko pehna
Hua sadaa woh sadai hai, hua sadaa, hua sadaa woh sadai hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee hai, jab se maine
Ishq to hai ik naag sunehra, ho aankhon se andha, kaanon se behra
Isske dasse ki na dawai hai, isske dasse, isske dasse ki na dawai hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee hai, jab se maine
Ishq to hai ik aanch suhani, ho tune to aag hai dikhne ko paani
Isske jale ki duhai hai, isske jale ki, isske jale ki duhai hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee hai, jab se maine
Jism hai tera phool ki daali, dekh ke tere roop ki laali
Chaandni bhi sharamayi hai, chaandni bhi, chaandni bhi sharamayi hai
O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee
Maine na aankh lagaee hai, maine na aankh lagaee hai
Jab se maine tumse aankh lagaee hai, jab se maine tumse aankh lagaee hai