Jab Mila Tu
Jaise gadhi ke gihra se, waqt kahin pe gira ho
Jaise roshni subah se, ho jaaye judaa
Jaise gaane aur nazam se, sur ko hi chura le
Waise aadha adhoora, main hoon tere bina
Jab mila tu, ru tu ru ..
Na thi kami na justaju, ru tu ru ..
Aur aadhe aadhe pal huye phir poore yun
Jab mila tu, ru tu ru ..
Khaali jo raat ho, main khwabon chaand taaron se woh poori bar doon
Teri jo baat ho, main bin kahe hi aadhi pauni poori kar doon
Jo aadhe se hum hain, woh poore ho tumse
Na jaane yeh sauda bhi kab tay huya
Adhoore se kisse, barabar ke hisse
Tu dil to main dua
Jab mila tu, ru tu ru ..
Na thi kami na justaju, ru tu ru ..
Aur aadhe aadhe pal huye phir poore yun
Jab mila tu, ru tu ru ..
Kal tu jo khoyi ho, to gumshuda yeh zindagi basar kar doon
Manzil jo soyi ho, to khwab saare tere hi nazar kar doon
To aadhe se dil ko, jo laayegi bhi to
Main sau khwaishon se hi bar doon dabo
Kare na yeh tu tu, abhi ke abhi tu
To aake aazma
Jab mila tu, ru tu ru ..
Na thi kami na justaju, ru tu ru ..
Aur aadhe aadhe pal huye phir poore yun
Jab mila tu, ru tu ru ..
Jaise gadhi ke gihra se, waqt kahin pe gira ho
Jaise roshni subah se, ho jaaye judaa
Jaise gaane aur nazam se, sur ko hi chura le
Waise aadha adhoora, main hoon tere bina
Jab mila tu, ru tu ru ..
Na thi kami na justaju, ru tu ru ..
Aur aadhe aadhe pal huye phir poore yun
Jab mila tu, ru tu ru ..
Jab mila tu