Humka Peeni Hai
Prem gali yeh saakri, gaye tero gazi bhool
Latt daari re daari re, latt daari hai aisi baandi, rahe dar mein
Kaari aankhon ke pemaane, pemaane kaari aankhon ke
Ho do do zinda hai mekhaane, mekhaane kaari aankhon ke
Haan kaari aankhon ke pemaane, pemaane kaari aankhon ke
Do do zinda hai mekhaane, mekhaane kaari aankhon ke
Na kar saathi adiya badiya, peeni hai peeni peeni hai
Haye na kar saathi adiya badiya, peeni hai peeni peeni hai
Arrey dekh le zalim ratiya cheeni cheeni hai cheeni cheeni hai
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai – 4 times
Arrey chatiya mein sookha ki bijri si bondhe
Humanwa kahe re pehli fursat mein pee le
Matka mein apni tu taunti lagai le
Matka mein apni tu taunti lagai le
Aa bhar jaaye mann wa tu aisi pee layi de
Aisi pee layi de, aisi pee layi de
Humka pee layi de saathi, aisi pee layi de
Arrey aadat apni sasuri bahut kameeni hai bahut kamini hai
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai – 4 times
Hoo thaane mein baithe daroga ji le hichki
Lagta hai sahib ne maari hai chuski
Thaana mein tu apni batthi lagai le
Re thaana mein tu apni batthi lagai le
Re gaar bal nikle tu muh se satayi le
Muh se satayi le, muh se satayi le, muh se satayi le babu muh se satayi le
Tabiyat inki dekho bahut rangeeni hai bahut rangeeni hai
Hunka peeni peeni peeni humka peeni hai
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai – 2 times