Maula
Maula samjha de inhe
Maula tune na bhaid yeh khola
Ke yeh hai bhool bhulaiya
Maula samjha de inhe
Maula tune na bhaid yeh khola
Ke yeh hai bhool bhulaiya
Sajde karein, ke darr se darein
ke tasbee pade, ke har su ladien
Ke bhatke hue hai bande tere
tu dikhla de raah jis pe pade
jab zikar khuda ka aata hai
sun ke bechain yeh laata hai
karde tu karam, kya jaata hai hoo
Maula samjha de inhe
Maula tune na bhaid yeh khola
Ke yeh hai bhool bhulaiya
maula maula maula ..
Samjha de
Uljhe hai, suljha de
maula maula maula ..
Samjha de
Uljhe hai, suljha de
marham ki talaash mein dekho
nasoor miley jo mujhko
toh zakhm hi doonga main toh hoo
ab saansein bhi jab leta hoon
nafrat ko hawa deta hoon
marr marr ke yahaan jeeta hoo
jab zikar khuda ka aata hai
sun ke bechain yeh laata hai
karde tu karam, kya jaata hai hoo
Maula samjha de inhe
Maula tune na bhaid yeh khola
Ke yeh hai bhool bhulaiya
yeh hi ilteja hai, meri yehi dua hai
kisi par bhi na guzre jo yun saha hai
mera arsh arsh tera farsh maula
yeh hi arz arz main ne kiya hai
tu hai paak paak, main hoon khaak khaak
yeh bhi maana mainne mujhpe teri panaah hai
mere ashk ashk yeh hi keh rahe hain
meri saans saans mujhpe saza hai
Allah ke banday, allah ke banday
jab zikar khuda ka aata hai
sun ke bechain yeh laata hai
karde tu karam, kya jaata hai hoo
Maula samjha de inhe
Maula tune na bhaid yeh khola
Ke yeh hai bhool bhulaiya
Maula samjha de inhe
Maula tune na bhaid yeh khola
Ke yeh hai bhool bhulaiya
Allah ke banday