Lyrics of song

Main Chal Diya

yeh jahaan mera raasta mera
hasraten teri hausala mera
main chal diya
tha yakeen mujhe yeh yakeen mujhe
mazilen tu hi paaunga tujhe
main chal diya
main chal diya

aayi thi mushkilen
main kahi na ruka
pyar ke saamane
aasmaan bhi jhuka
main chal diya
yeh jahaan mera raasta mera
hasraten teri hausala mera
main chal diya
main chal diya

hoga kya kabhi socha na
bas kadam rakh diya
tha junoon tere pyar ka
toh irada kar liya
ho ho ho o o o
main chal diya
yeh jahaan mera raasta mera
hasraten teri hausala mera
main chal diya
main chal diya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *