Aag Jaise Yeh Jawaani
aag jaise yeh jawaani – 3 isame kyun na jale
ye toh paani hai, jindgaani hai isame kyun na bahe
aag jaise yeh jawaani, isame kyun na jale
ye toh paani hai, jindgaani hai isame kyun na bahe
raato ko jaage hum toh kya, din mein soye toh kya
baato se bhaage hum toh kya, kuch kahe na toh kya
dil kahe jo hum kare vo, kisi ka na maane kehana
aag jaise yeh jawaani, isame kyun na jale
ye toh paani hai, jindgaani hai isame kyun na bahe
duniya hum ko bura jaane, par vo jaanehi kya
lenge hum jaise diwaane, jindagi ka nasha
ho kushi ya gum bhi aaye, humne hasate hi rehna
(aag jaise yeh jawaani, isame kyun na jale
ye toh paani hai, jindgaani hai isame kyun na bahe) – 2