Aas Pass Khuda
Dhundhla jaayein jo manzilein
Ik pal ko tu nazar jhuka
Jhuk jaaye sar jahan wahi
Milta hai rab ka raasta
Teri kismat tu badal de
Rakh himmat bus chal de
Tere saathi mere kadmon ke hain nishaan
Tu na jaane aas pass hai khuda – 6 times
Khud pe daal tu nazar
Haalaton se haar kar
Kahan chala re
Haath ki lakeer ko
Modhta marodta
Hai hausla re
Toh khud tere khwabon ke rang mein
Tu apne jahan ko bhi rang de
Ke chalta hoon mein tere sang mein
Ho shaam bhi toh kya
Jab hoga andhera
Tab paayega dar mera
Uss dar pe phir hogi teri subah
Tu na jaane aas pass hai khuda – 4 times
Mitt jaate hain sabke nishaan
Bas ek woh mitt ta nahin hai haye
Maan le jo har mushkil ko marzi meri haye
Ho humsafar na tera jab koi
Tu ho jahan rahunga mein wahi
Tujhse kabhi na ik pal bhi mein judaa
Tu na jaane aas pass hai khuda – 8 times