Ab Ye Kaafila
Zameen chod bar aasma
Baahon mein le
Parwah na kar, nayi dishayon mein
Haan ab ye kaafila, falak pe jaayega
Safar manzil ka ye jo tai kar jaayega
Sunehre haraf mein woh likha jaayega
Listen carefully move your feet – [X3]
Haathon se dol tu, humne to tod ke
Hawa mein chod di, apni patang
Chaahon to dekh lo, baadal ko cheer ke
Ambar pe tairti, apni patang
Haan ab ye raasta ko manzil laayega
Bina rukte hue jo chalta jaayega
Sunehre haraf mein woh likha jaayega
Listen carefully move your feet – [X3]
Ab lahu aur bhi, surakh ban ne laga hai
Ye ubal kar nasso mein, raks karne laga hai
Desh ke kaam aaya, ek katra lahu bhi
Sau baras tak hai tazaa, sau baras zinda hai
Sau baras zinda hai
Haan ab ye dastaan jahan dohrayega
Shikhar ki ore haath jo badta jaayega
Sunehre haraf mein woh likha jaayega
Listen carefully move your feet – [X3]