Hum Tum Aur Ghost
Chalo kehdo hum duniya walo se hattke hain
Jo seedhay lagey dil par hum aise jhatke hain

Main ab jana hai rehte hain kaise deewane
Choda hai duniya ko aur basaye hain ye veerane
Hum tum aur ghost, hum bade hi neerale hain
Hum tum aur ghost, bade hi matwaale hain
Hum tum aur ghost, dikhaya marr ke humne
Hum tum aur ghost, hum aise dilwale hain
Tum ne marr ke dikhaya phir bhi hai jeena sikhaya
Tum jo karte ho koi bhi kar de to maanu main
Zameenay raat
Yun to kahin nahin hum phir bhi yahin kahin hum
Duniya ye saari baatein jo samjhe to jaanu main
Kya baat hai kya andaaz hai aur kya khatke hain
Hum chale gaye the aaye hum to palatke hain