Kaisi Hai Ye Udaasi
Kaisi hai ye udhaasi chahie, mere dil
Kaisi geheri hai ye tanhai, mere dil
Raahon mein yaadon ki khamoshi barse
Ankhon mein jo gum hai, aasu ko tarse
Ye btaa ye kyun hua
Buj gaya, kyun har dia
Kaisi hai ye udhaasi chahie, mere dil
Hoo jo bhi mila, woh kho gaya
Tujhko ptaa hai aisa hi sadaa hota hai
Jaana hi tha woh jo gaya, dil tu akela aise kyun bala rota hai
Bhoole jo hain ab tujhko ab unko bhool ja tu bhi
Warna mere saath yaadon ke zakhm kha tu bhi
Maan ja, ae dil mere
Bhool ja, shikve giley
Kaisi hai ye udhaasi chahie
Hoo tu hi btaa ae dil mere
Maine to hamesha tera hi kaha mana hai
Kyun hai mujhe ye gum ghire
Mujhe umar kya bas yehi sazaa pana hai
Sapne bue maine aur dard maine hai kaate
Gaaye geet maine aur paaye maine sanate
Aarzoo nakaam hai
Suni si har shaam hai
Kaisi hai ye udhaasi chahie, mere dil
Kaisi geheri hai ye tanhai