Malik Tere Jahan Mein
malik tere jahaan mein, itne bade jahaan mein
(koi nahi hamara)-2
maalik tere jahaan mein
ab kis ke dwaar jaau
dukh mein kise bulaau
sab chod gaye kinara
koi nahi hamaara
maalik tere jahaan mein
kis haal mein bhi dekho
thukara rahi hai duniya
(ham par bani to ham se takara rahi hai duniyaa)-2
na aas na dilaasa
sab to hai ik tamaasha
jhoota hai har sahaara
koi nahi hamaara
malik tere jahaan mein
sar pe ambar paaya
mujh se bicchad gaye hain
(ummeed ke vo motee, aansu mein dhal gaye hain)-2
kya raat kya savera
haathon pahar andhera
toota har ek taara
koi nahi hamaara
(maalik tere jahaan men, itani bade jahaan men)-2
(koi nahi hamaaraa)-2
maalik tere jahaan mein