Lyrics of song

Meri Duniya Mein Aake

ishq ka dard hai dard hai ishka ka – 4
meri duniya mein aake (mat jaa) – 2 kahi mat jaa – 2
meri duniya mein aake (mat jaa) – 3
meri duniya mein aake (mat jaa) – 2 kahi mat jaa

kya maine paa liya hai kya maine kho diya hai
shayad ye sochkar hi dil aaj ro diya hai
tuhi to thaa mera apana kaise phir ye toota sapana
tu jo milke kho jayega jeena mushkil ho jayega
meri duniya mein aake (mat jaa) – 2 kahi mat jaa
ishka ka dard hai dard hai ishka ka – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *