Rang De
Dekha re dekha re dekha sapna
Dooba re dooba re main usme hoon
Khuli aankhon ka sapna apna
Taare sitare saare laaye hum loot
Jaibon mein bhar le thoda aasman
Chal bhaag chale, dhoondhe naya jahaan
Badal badal badal jhoome
Naache re bijliyon ki dhun pe
Thirak thirak ke yun barse
Payalon ko barso tarse
Chute na tujhse yeh pal
Naye rango mein yeh jahan rang mile
Rang de rang de rang de yeh duniya rang de rang de rang de, apne rango mein – 4 times
Jhuki jhuki si chale hawa, liye hua khushboo ka bojh
Jhuki jhuki si chale hawa
Haan itlati, balkhati titliyan
Pan phulon ki mehmaan
Sun ke jo sharmaye haye malhar, aisi boondhon ki hai taak
Nashe mein shayad hai yeh fiza mein hosh rehno do chedo na, chedo na
Rang de rang de rang de yeh duniya rang de rang de rang de, apne rango mein – 2 times
Mehki mehki si hawayein, batki batki si raahein
Rang rangili, rang rangili, rang rangili yeh adaayein
Ajj hosh mein na aayun main
Iss jag mein reh jaayun main, iss jag mein reh jaayun main, reh jaayun main
Aagey re aagey bhaage chanda, hare re hare suraj to roj
Jaaye re jaaye dekho chanda, jaaye re
Uchalti, thumakti yeh nadiya kare ishaara kisko
Gungunati, geet gaati koyalia maare hai taana kisko
Hoo khwabon ki apni hi duniya range haathon se rang dena, rang dena
Rang de rang de rang de yeh duniya rang de rang de rang de, apne rango mein – 4 times