Lyrics of song

Sanam, O Sanam, Dil Mera Kehta Hai

sanam, o sanam, dil mera kehta hai – 2
teri aankhon mein, mera sapna rehta hai) – 2
ho sanam, o sanam, dil mera kehta hai

(dil mein mere, teri tasbir hai
tum kya milein, meri taqdir hai) – 2
o mere sanam, tere hi khayaalon mein rahe hum, aur yeh nayan
sanam, o sanam, dil mera kehta hai
teri aankhon mein, mera sapna rehta hai
ho sanam, o sanam, dil mera kehta hai

(hai yeh haqiqat koyi sapna nahi
tere siva mera koyi apana nahi) – 2
woh jaan-e-man, tera bina laage nahi mera mann, teri kasam
janam, kayi janam ka apana rishta hai – 2
nahi iss jahaan mein koyi tere jaisa hai
ho sanam, o sanam, dil mera kehta hai – 2
teri aankhon mein, mera sapna rehta hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *