Sargoshiyo Ke Kya Silsile Hai
Ehsaas ho haaishon ka, saanson mein na marr jaaye
Sadiyaan guzar gayi hain, lamha guzar na jaaye
Sargoshiyo ke kya silsile hai, madhoshiyo mein do dil mile hai
Phir aashique ke mausam khile hai

Sili sili raatein meri, bheege bheege din
Jeena mera kya hai jeena, yaara tere bin
Na kahin hai sakoon, na kahin hai sabar
Chahatein keh rahi chahun main iss kadar
Hoo na tujhe hosh ho na mujhe ho khabar
Sargoshiyo ke kya silsile hai, madhoshiyo mein do dil mile hai
Phir aashique ke mausam khile hai
Sargoshiyo ke kya silsile hai, madhoshiyo mein do dil mile hai
Aati jaati saansein meri, tera naam le
Teri yaadein tanhai mein, daaman thaam le hai
Aake baahon mein armaan machalne lage
Pyaar ki aanch se hum pighal ne lage
Hoo sard mausam mein bhi ghee sujaine lage