Lyrics of song

Taare Khiley Aayi Raat

o
( taare khile aayi raat
teri meri baat
ye duniya jaane na jaane na jaane na )  -2
taare khile aayi raat

( meri duniya ke in chaand-taaron mein aa
o bahaaron mein aa
in nazaaron mein aa )  -2
o mausam nashe mein choor
nikal chalen duur
ye duniya jaane na jaane na jaane na
taare khile aayi raat
teri meri baat
ye duniya jaane na jaane na jaane na
taare khile aayi raat

( a mere daastaan ban ke aa
armaan ban ke aa
meri jaan ban ke aa )  -2
aankhon se dil ki ho baat
guzar jaaye raat
ye duniya jaane na jaane na jaane na
taare khile aayi raat
teri meri baat
ye duniya jaane na jaane na jaane na
taare khile aayi raat

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *