Gamehasti Se Bas Begana Hota
Gam-E-Hasti Se Bas Begaana Hota
Kudaaya Kaash Main Deewaana Hota
Gam-E-Hasti Se Bas Begaana
(Chali Aati Qayaamat Anjuman Men)-2
Gulon Ko Aag Lag Jaati Chaman Mein
Alag Baitha
Alag Baitha Koi Mastaana Hota
Kudaaya Kaash Main Deewaana Hota
Gam-E-Hasti Se Bas Begaana
Jo Dekha Hai Suna Hai Zindagi Mein
Wo Banake Dard Rah Jaata Na Ji Mein
Faqat Ek Kwaab Faqat
Ek Kwaab Ek Afasaana Hota
Kudaaya Kaash Main Deewaana Hota
Gam-E-Hasti Se Bas Begaana
(Usi Deewaanagi Mein Bekudi Men)-2
Na Khulati Aankh Saari Zindagi Mein
Sada Gardish Mein
Sada Gardish Mein Ik Paimaana Hota
Kudaaya Kaash Main Deewaana Hota
Gam-E-Hasti Se Bas Begaana Hota
Kudaaya Kaash Main Deewaana Hota