Lyrics of song

Kabhi Mausam Hua Resham

kabhi mausam hua resham – 2
kahi baarish hui rimzim
mujhe tum yaad aaye – 2
kahi koyal ki kuh kuh se
kahi payal ki cham cham se
mujhe tum yaad aaye – 2

(woh saundhi saundhi khushbu bhi
un chanchal chitwan aadao ki
saawan ki dheemi hawaaye bhi
baatein tumhari kare) – 2
deewana dil hua gumsum
mujhe tum yaad aaye – 2
kabhi mausam hua resham
kahi baarish hui rimzim
mujhe tum yaad aaye – 2

((yeh panghat sune sune hain
woh khali khali jhule hain) – 2
lehrata saaagar kinara
tum bin adhura lage) – 2
lehar kadmo se takrai
mujhe tum yaad aaye
kabhi mausam hua resham
kahi baarish hui rimzim
mujhe tum yaad aaye –  5

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *