Lyrics of song
Mori Ram Ram
mori raam raam kanhaiya se kahiyo mori raam raam
mori raam raam …
saajan tum ham ek hain
kaha suna ki mat
man ko toliye do man kabhi na hoy
mori raam raam …
sab mukh dekhe chandr ko
main mukh dekhoon to hai mere to chandr tumheen ho
jab mukh dekhoon sukh hoy
mori raam raam …