Lyrics of song
Yaadein.. Jaaye Kahaan Yeh Raasta
(Lamahon Ka Yuun Aana, Yaadon Mein Reh Jaana
Kuchh Kehana Phir Bhi Na Keh Paana)- 2
(Jina Mushkil Hai Yuun Jina)- 2 (Jaaye Kahaan Yeh Raasta)- 2
(Kal Tak Tha Main Toh Anjaana, Khudako Hi Maine Na Pehchaana)- 2
(Meri Jindagi Meri Jindagi Hai Do Jakhm Maine Yeh Jaana)- 2
(Jina Mushkil Hai Yuun Jina)- 2 (Jaaye Kahaan Yeh Raasta)- 2
(Ek Pla Mein Aisa Ho Jaaye Jindagi Meri Badal Jaaaye)- 2
(Meri Ummid Meri Ummid Kaash Puri Ho Jaaye)- 2
(Jina Mushkil Hai Yuun Jina)- 2 (Jaaye Kahaan Yeh Raasta)- 2