Lyrics of song

Mast Pawan Shaakein Laharaayein

mast pawan shaakein, laharaayein
ban-ban mor papihe gaayein
he mast pawan shaakein, laharaayein
ban-ban mor papihe gaayein
he mast pawan shaakein, laharaayein

phuul, phuul
phuul-phuul par bhanware jaayein
jaakar, prit ke, git sunaayein

phuul-phuul par bhanware jaayein
jaakar prit ke git sunaayein

(jo hriday mein git hai vyaakul
tu bhi use suna suna) – 2
ga sajanawa ga sanawa
ga sajanawa ga

mast pawan shaakein laharaayein
ban-ban mor papihe gaayein
he mast pawan shaakein

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *