Lyrics of song
Ek Masoom
Ek masoom sa dil yeh mera – 2
Mere saajan ne chura liya – 3
Ek masoom sa chehra tera – 2
Mujhe deewana bana diya – 3
na chain hai
na hosh hai
issme mera
kya dosh hai
inkaar se ikraar se
loota mujhe tune pyaar se
neend aur karaar aur sapna mera – 2
mere saajan ne chura liya – 3
kutch dard hai
kutch pyaas hai
kya khub yeh
ehsaas hai
chayi hai kya
yeh bekhudi
kaisi hai yeh deewangi
yu chupchupake hasna tera – 2
mujhe deewana bana diya – 3
Ek masoom sa dil yeh mera – 2
Mere saajan ne chura liya – 3
Mujhe deewana bana diya – 2