Usane Pi Hai Pehli Baar
Nasha pilake girana to sabko aata hai maza to jab hai ke gir to hum tere saath
Usako gale lagana saaki – 3 (ke usane pi hai pehli bar) – 2
sabko muft pilana saki – 2 (ke usane pi hai pehli bar) – 2
waise to pinewalon ko jaam pe jaam tu deta hai – 3
usake liye kam lana saaki (ke usane pi hai pehli bar) – 2
Pikar adami kitana behake aur kitana hushiyar rahe – 3
Usako ye samajhana saki – 2 (ke usane pi hai pehli bar) – 2
Roshad mein khanese nikalar rasta bhool bhi sakta hai – 3
Usko ghar pohchana saaki – 2 (ke usane pi hai pehli bar) – 2
Usako gale lagana saki – 2 (ke usane pi hai pehli bar) – 2
sabko muft pilana saki – 2 (ke usane pi hai pehli bar) – 5