Aaj Hum Tum O Sanam
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein – 3
(main tere dil mein rahoon) – 2 tu mere dil mein rahein
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein – 2

hum teri aankhon mein aise kho jaayenge – 2
duniya waalon ko na hum nazar aayenge – 2
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein – 2
chaandani raaton mein yaad jab aati hai – 2
tere deewaane ko kitana tadapaati hai – 2