Nakhredar Banno
nakhredar banno – 3
aayi piya nakhredar banno aayi piya
mehke saari ratiya yu hi piya – 2
yeh pyaari si dulhan – 2 kaisi piya
yeh pyaari si dulhan kaisi piya
yeh pyaari si dulhan waisi piya
jaisi bijuri chamak gayi, ha ha piya
is banni ka ghoonghat – 2 kaisa piya
is banni ka ghoonghat kaisa piya
is banni ka ghoonghat waisa piya
jaise chanda pe badra, ha ha piya
is dulhan ki ankhiyan – 2 ankhiya
is dulhan ki ankhiyan kaisi piya – 2
jaise jungle ki hirni, o re piya – 2
is banno ki batiya – 2 kaisi piya
is banno ki batiya waisi piya
jaise chudi khanak gayi ha ha piya – 2
nakhredar banno aayi piya – 2
mehke saari ratiya yu hi piya – 2
nakhredar banno aayi piya
nakhredar banno aayi piya – 2
mehke saari ratiya yu hi piya – 2
yeh pyaari si dulhan kaisi piya – 2
jaisi bijuri chamak gayi ha ha piya – 2
nakhredar banno aayi piya – 5……..