Lyrics of Song Dilbar Dilbar Kehte Kehte
Rafi: dilbar dilbar kehte kehte hua deewaana aankh mein meri jhaakh ke dekho jaanejaana kaun tumhaara apna hai aur kaun begaana oh meri jaan zara pehchaan (2) Lata: dilbar dilbar sunte sunte hui deewaani...
Rafi: dilbar dilbar kehte kehte hua deewaana aankh mein meri jhaakh ke dekho jaanejaana kaun tumhaara apna hai aur kaun begaana oh meri jaan zara pehchaan (2) Lata: dilbar dilbar sunte sunte hui deewaani...
–FEMALE– Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam Aa gaye, aa gaye Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum –MALE– Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam – 2 Aa gaye, aa gaye...
thi wasl mein bhi fikr-e-judaayi tamaam shab wo aaye bhi to nind na aayi tamaam shab yak baar dekhate hi mujhe gash jo aa gaya bhuule the wo bhi hosh-rubaayi tamaam shab mar jaate...
ranj ki jab guftagu hone lagi aap se tum tum se tu hone lagi chaahiye paigaam bar donon taraf lutf kya jab duu-ba-du hone lagi meri ruswaayi ki naubat aa gayi unaki shoharat kuu-ba-ku...
kuchh yaadagaar-e-shahar-e-sitamagar hi le chalein aaye hain is gali mein to patthar hi le chalein ranj-e-safar ki koyi nishaani to paas ho thodi si kaak-e-kuuchaa-e-dilabar hi le chalein yuun kis tarah katega kadi dhuup...
kya bemurawwat kalq hai sab jama hain bismil ke paas tanha mera qaatil raha koyi nahin qaatil ke paas jinake honthon pe hansi paanv mein chhaale honge haan wohi log tumhein dhuundhane waale honge...
haal kisase bayaan karein dil ka mehar meraaj hi nahin milata koh-e-barfin pe dhuup ka aalam aab-zu mein kanwal nazzaara lab pe afasuun nazar mein afasaane dilaruba jism soch mein duuba gaaliri kuubasuurati ke...
dilawaalon kya dekh rahe ho in raahon mein, in raahon mein hadd-e-nazar tak ye viraani saath chalegi, saath chalegi sannaate phir shama ke aansu chaat rahe hain, chaat rahe hain ye basti jo ujad...
Khaali Hai Abhi Jaam Main Kuch Soch Raha Hoon Aye Gardish-E-Ayyaam Main Kuch Soch Raha Hoon Saaqi Tujhe Ek Thodi Si Takleef To Hogi Saagar Ko Zara Thaam Main Kuch Soch Raha Hoon Pahale...
jab tasawwur mera chupke se tujhe chhu aaye apni har saans se mujhko teri kushbu aaye mashagala ab hai mera chaand ko takte rahana raat bhar chain na tujh bin kisi pahalu aaye ghantiyaan...
More