Chali Aaj Gori Piya Ki Nagariya
chali aaj gori piya ki nagariya – 2
mangiya mein sinduur odhe chunariya – 2
chali aaj gori piya ki nagariya…
dulaaron se paali ye komal kali si – 2
chhipi maan ke aanchal mein jaisi dari si
wo hi aaj jaaye paraayi nagariya…..
ankhiyon mein aansuu hain saanson mein aandhi – 2
sajan se milan ko sajaniya hai jaati
nainon se tham tham ke barase badariya… – 2
chali aaj gori piya ki nagariyachali aaj gori piya ki nagariya – 2
mangiya mein sinduur odhe chunariya – 2
chali aaj gori piya ki nagariya…
dulaaron se paali ye komal kali si – 2
chhipi maan ke aanchal mein jaisi dari si
wo hi aaj jaaye paraayi nagariya…..
ankhiyon mein aansuu hain saanson mein aandhi – 2
sajan se milan ko sajaniya hai jaati
nainon se tham tham ke barase badariya… – 2
chali aaj gori piya ki nagariya