Lyrics of song

Sawar Gayi

Sawar Sawar Gayi Main, Saawariya
Kabse Khadi Main Tori Atariya – 2
Beet Na Jaaye O Raama Saari Umariyaan, O O Sawar Sawar Gayi Main
Sawar Gaye Chaand Sitaare Dekho, Sawar Gaye Saare Nazaarein Dekho
Dekho Gagan Pe Banake Badariyaan, Chamaki Teri Yaadon Ki Bijuriyaan
Tan Ko Jalaaye Thandi Bayariyaan – 2
Beet Na Jaaye O Raama Saari Umariyaan
O O Sawar Sawar Gayi Main, Saawariya
Sawar Sawar Sawar Gayi Main……

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *