Lyrics of song

Kate Naahin Raat

kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran
piya tore kaaran kaaran) – 2

(kaale kaale baadal chhaaye
dekh dekh ji lalchaaye) – 2
(kaisi aanu paas pihaa re
dur gaye more saajan) – 2
dur gaye more saajan
kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran
piya tore kaaran kaaran

(bheega bheega mausam aaya
piya ka sandesa laaya) – 2
(mannva ko chain na aaye
?? hain more naina) – 2
?? hain more naina
(kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran
piya tore kaaran kaaran) – 2
piya tore kaaran kaaran – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *