Lyrics of song

Kya Hawa Kya Baadal

Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar – 2
Kya parbat kya sagar, kya basti kya jungle – 2
Tu hi toh hai sab mein hai teri chaaya

Kahin bhole bhole mukhre
Kahin khushiyan toh kahin dukhre
Tu hai rangon ka jharoka ya hai nazron ka dhoka – 2

Jab teri kirpa se hai duniya ke dam mein dam – 2
Phir kyun hai yeh hahakaari, phir kyun hai maatam
Sab allah ke banday, sab allah ke banday
Jeevan sookha jaaye jaaye, bade dino din gham
Aap karein, din raat karein, phir bhi kehlaaye hum
Sab allah ke banday, sab allah ke banday
Apni nazar ghuma, sara jag hai badguma – 2
Hum hain nadaan, hum kya jaane teri maaya

Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar – 2
Kya parbat kya sagar, kya basti kya jungle – 2
Tu hi toh hai sab mein hai teri chaaya
Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar – 2

Kahin neela hai, kahin peela
Duniya ka rang sajeela
Tere rang niraale, tere dhang niraale – 2
Tera gorakh dhanda daata samajh na paaye hum
Tere roop anokhe, tu hi haua aur aadam
Sab allah ke banday, sab allah ke banday
Apni nazar ghuma, sara jag hai badguma – 2
Hum hain nadaan, hum kya jaane teri maaya

Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar – 2
Kya parbat kya sagar, kya basti kya jungle – 2
Tu hi toh hai sab mein hai teri chaaya
Kya hawa kya baadal, kya dharti kya ambar – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *