Lyrics of song

Maa Tere Jaisa

Maa tere jaisa koi kahin na
Maa tere jaisa koi kahin na
Saare zamane mein – [4]
Maa tere jaisa koi kahin na

Gussa tera shehad neem sa
Pyaar bhi tujh sa nahi hai
O maa, o maa, maa, o maa
Tujhse zyada janu main tujhko
Maa tu meri humnasheen hai
Labh hai mere tehle ko lekin
Jinpe teri hi hassi hai
Jeena na tere bina – [4]
Maa tere jaisa koi kahin na

Saanson ki dori tujhse judi hai
Tuti to marr jaoonga maa
O maa, o maa, maa, o maa
Aksar khayalon mein dekha hai maine
Godh mein apni tujhko
Main bhi sunata hoon lori tujhko
Jaisi sunati tu mujhko
Kya hai tujhe ye ptaa – [4]
Maa tere jaisa koi kahin na
Saare zamane mein, saare zamane mein
Maa tere jaisa koi kahin na
Saare zamane mein, saare zamane mein

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *