Lyrics of song

Meharbaan meharbaan

Asha:
Meharbaan… meharbaan… meharbaan…
 
Asha:
Eh meharbaan, meharbaan, meharbaan, meherabaan
(Kyun ho naaraaz tum, kyun ho tum badgumaan..
Meharbaan, hey meharbaan, meharbaan, meharbaan) -2

Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -6

Asha:
Ab toh ham hain mile, chhodo shikwe gile..
Jo meri bhool thi, maine woh maan li

Both:
Pyaar dil mein raha, par na tum se kaha 

Sukhwinder:
Pyaar dil mein raha, par na tum se kaha

Asha:
Maine honton pe rakh li thi khaamoshiyaan.. 

Both:
Meharbaan  

Asha:
Eh 

Both:
Meharbaan, meharbaan 

Asha:
Eh 
 
Asha:
Maine samjha tha tum, jaan loge mujhe…
Maine samjha tha pehchaan loge mujhe…
Mere gusse mein bhi rang tha pyaar ka…
Lafz inkaar ka, lehza iqraar ka…
Ye jo andaaz the -2, tumse kab raaz the
Ankahi ansuni phir ye kyun daastaan…
Meharbaan, meharbaan, meharbaan, meharbaan 
 
Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -6 

Asha:
Aao tumse, aao tumse kahoon dil ki har baat
Tumse kar doon bayaan, apne jazbaat main
Tumse kar doon bayaan, (apne jazbaat main)
Tum agar paas ho to nahin koyi gham
Main rahoon na rahoon, tum to ho kam se kam
Waqt ki raah par mera agla qadam
Mujhko paaoge tum, jaaoge tum jahaan
Meharbaan, meharbaan -2, meharbaan 

Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -3 

Asha:
Meharbaan 

Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -3 

Asha:
Meharbaan baan baan meharbaan 

Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -3 

Asha:
Ma ma ma ma ma, meharbaan 

Sukhwinder:
Meharbaan, meharbaan -3 

Asha:
Eh

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *