Lyrics of song

Zindagi Mauj Udaane Ka Naam Hai

tara ram..
tu ru ru …
zindagi mauj udaane ka naam hai
zindagi yaaron ki jawani ka jaam hai
jaam hai payaam hai
zindagi (tara ram)- 2
tu ru ru …

zindagi mauj udaane ka naam hai
zindagi yaaron ki jawani ka jaam hai
jaam hai payaam hai
zindagi
nahi nahi yeh zindagi toh mehnaton ka naam hai – 2
waqt hai bahut hi kam aur bada kaam hai – 2
zindagi

(ho jitne khushiyon ke sapane hain
yaaron woh saare apane hain) – 2
gam toh kisi begaane ka naam hain
jaam hai payaam hai
zindagi
kaisa yeh riwaaj hai duniya ke saraaye mein – 2
ped jala dhup mein log baithe saaye mein – 2
zindagi

(haqt pyar ka aaj adaa kar du
tujhape jaan fida kar du) – 2
jeena yu hi marr jaane ka naam hain
jaam hai payaam hai
zindagi
marta hain aadmi sau baar janam leta hain – 2
himmat ki kokh se avtaar janam leta hain – 2
zindagi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *