Lyrics of song

Sar Pe Kadam Ki Chainyya Muraliya Baaje Ri

(sar pe qadam ki chainyya muraliya baaje ri
gori (mori ?) laaj rahi) – 2
raadha bhi naache, kanhaiyya bhi naache – 2
(main bhi naachuun ? bhi naache) – 2
(ankhiyaan bal bal bainyya
muraliya baaje ri
gori laaj rahi) – 2
(sar pe qadam ki chainyya muraliya baaje ri
gori laaj rahi) – 2

baazuon ka dhuum ? – 2
har naari ka pritam ? – 2
(darapan ? chainyya
muraliya baaje ri
gori laaj rahi) – 2
(sar pe qadam ki chainyya muraliya baaje ri
gori laaj rahi) – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *