Lyrics of song
Aa Gaye More Piya
(aa gaye more piya
naach raha hai mora jiya
pyaar ne dil le liya
jine na diya
haay luut liyaa) – 2
aa gaye more piya
(aa gayi hain kaali raatein, kaali raatein
jhuum rahi hain barasaatein, barasaatein) – 2
(bholepan ki baatein, yaad aayein piya
haay luut liyaa) – 2
(jaan lagi ghabaraane
pyaar laga pachhataane
kaun hamaara gam jaane
yaad na tuune kiya
haay luut liyaa) – 2
aa gaye more piya