Lyrics of song
Aa Mere Raanjhana
(a mere raanjhana, ruksat ka hai sama
aankhon mein dam hai, labon pe ruki hai jaan) – 2
? nagamon se bhi sajaa(sadaa?), ab mera kaaravaan chala – 2
aa bhi ja tere kadamon pe vaar duun, ye jaane na sama
aa mere raanjhana
sun meri aakhiri khata ?, rukane lagi meri zubaan – 2
khatam hone ko hai ab jahaan se ulafat ki daastaan
aa mere raanjhana