Lyrics of song

Aa Raha Hai Maza

aa raha hai maza teri baahon mein
aa raha hai nasha teri nigaahon mein
aa raha hai maza …

meri aarazu bhi tum ho meri zindagi bhi tum ho
jaan-e-jaan suno zara mere dil ki sada
aa raha hai maza …

kabhi jalan kabhi chubhan bujhati nahi saanson ki agan
zara paas a jaayega mujhe chain a jaayega
aa raha hai maza …

javaan javaan ye haseen samaan jaane kaisi ye pyaas jagi
kya bebasi kya bekhudi saare tan mein aag lagi
ye pyaar aur kitana tadapaayega
aa raha hai maza …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *