Lyrics of song

Aai Diwaali Dipon Vaali Gaaye Sakhiyaan

aai diwaali dipon vaali gaayein sakhiyaan
gaayein sakhiyaan) – 2
o paradesi meri
o paradesi meri nir bhari akhiyaan
(nir bhari akhiyaan) – 2
(aai diwaali dipon vaali gaayein sakhiyaan
gaayein sakhiyaan) – 2
o paradesi meri
o paradesi meri nir bhari akhiyaan
(nir bhari akhiyaan) – 2

(saare desh mein hai andhiyaaraa) – 2
mere ghar mein hai ujiyaara
tumane jabase ? kinaara
mera kaun hai sahaara
(koi na maane, aur na jaane man ki batiyaan) – 2
(nir bhari akhiyaan) – 2
(aai diwaali dipon vaali gaayein sakhiyaan
gaayein sakhiyaan) – 2
o paradesi meri
o paradesi meri nir bhari akhiyaan
(nir bhari akhiyaan) – 2

(bachapan ki jab yaad sataaye
javaani ro ro nir bahaaye) – 2
(usi nir ko tel samajhake man ka dip jalaaye
dukhiya man ka dip jalaaye) – 2
(isi bahaane se na jaayein kaali ratiyaan) – 2
(nir bhari akhiyaan) – 2
(aai diwaali dipon vaali gaayein sakhiyaan
gaayein sakhiyaan) – 2
o pardesi meri
o pardesi meri nir bhari akhiyaan
(nir bhari akhiyaan) – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *