Lyrics of song

Aaina Mujhse Meri Pehli Si

aaina mujse meri paheli si  surat mange-3
mere apne meri hone ki nishani maange
aaina mujse mari paheli si  surat mange

mein bhatakata hi raha dard ke viraane mein
wakt likhta raha chere pe har pal ka hishab
meri shorat meri diwangi ki nazar hui
pi gayi may ki bolte meri geeto ki kitab
aaj lauta hoon tu hasne ki ada bhool gaya
yeh sahar bhoola muje  mein bhi ishe bhool gaya
mere apne meri hone ki nishani mange
aaina mujse meri paheli surat mange

mera fan phir muje bazaar mein le aaya hai
yeh vo jagah ke jahan mero vafa bikate hain
baap bikate hain aur lakhte jigar bikate hain
kookh bikati hain dil bikate hain sar bikate hain
is badalti hui duniya ka khuda koi nahin
saste daamo pe  yahan roz khuda bikate hain

har kharidaar ko bazaar mein bikataa paya
hum kya paayenge kisi ne yahaan kya paayaa
mere aheshas mere phool kahin aur chale
bol pujaa meri bachi kahin (aur chale )-2…. aur chale

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *