Lyrics of song
Aaj Mohe Saajan Ghar Jaana
(aaj mohe
aaj mohe saajan ghar jaana
balam ghar jaana
piya ke ghar jaana hai) – 2
(hiraday mein saajan ki aas hai
nainon mein darashan ki pyaas hai) – 2
donon ki pyaas hai bujhaana
balam ghar jaana
piya ke ghar jaana hai
aaj mohe saajan ghar jaana
balam ghar jaana
piya ke ghar jaana hai