Lyrics of song
Aaja Aaja Jaana
aaja aaja jaana – 4
teri chaahat ka samandar hai mere dil ke andar – 2
tujhe karna hai deewaana, (aaja aaja jaana – 3)
(lamhe mile hai iss kadar mujhe tere pyaar ke
kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke) – 2
pa liya hai tujhe dil ko haar ke
dil ko jala na – 2, aaja aaja jaana
(yuun hi teri baat ho sada, aur tera saath ho
chhaaya rahe ishq ka nasha, haathon mein haath ho) – 2
yuun hi din katein, yuun hi raat ho
mile koi nazraana, le le dil nazraana
aaja aaja jaana – 2
teri chaahat ka samandar hai mere dil ke andar
tujhe karna hai deewaana, (aaja aaja jaana – 3)