Lyrics of song

Aane Waala Kal Ek Sapna

(Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye) – 2
Chale aaye, chale aaye
Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
Bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
Oh, bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi – 2
Ladkhadaaye kadam, chale aaye – 2
Chale aaye, chale aaye
Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
Is se pehle ke hum pe hasti raat
Banke naagin jo humko dasti raat
Oh, is se pehle ke hum pe hasti raat
Banke naagin jo humko dasti raat – 2
Leke apna bharam chale aaye – 2
Chale aaye, chale aaye
(Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye) – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *