Lyrics of song

Aao Baitho Baat Suno Kuchh Pyaar Karein

aao baitho baat suno – 2
kuchh pyaar karein ikaraar karein – 2
do dilon ko ek karein – 2
aur aankhein donon chaar karein – 2
aao baitho baat suno

(maaf karo bas duur raho
din prem ke ham donon hi bhale) – 2
kaun ye sauda mol le kar main
ho
aag mein zindga kaun jale
aao pyaar karein
bas duur raho
aao baitho baat suno

(prem bina sab jiwan phika
phike ruup jawaani) – 2
phuul khile ya koyal bole
ho
prem bina bemaayani
aao pyaar karein
bas duur raho
aao baitho baat suno

(ho prem-diwano prit ka daawa
rit bhi jinase nibh na sake) – 2
waade kare jo nis din jhuuthe
ho
raat hamaari roz kate
aao pyaar karein
bas duur raho
aao baitho baat suno

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *