Lyrics of song
Aap Ko Dekhkar Hamko Aisa Laga
(Aap Ko Dekhkar Hamko Aisa Laga – 2
Paaniyon Pe Ghata, Jaise Ban Mein Hawa) – 2
(Chaand Chehre Se Chilman Sarkane Lage) – 2
(Chaand Jalane Laga, Dil Machalane Lage) – 2
(Aapne Kuchh Kaha, Humko Aisa Laga) – 2
Paaniyon Pe Ghata, Jaise Ban Mein Hawa
(Aap Kyun Dhadkano Mein Dhadkane Lage) – 2
(Dil Ki Har Taar Se Kyun Uljhane Lage) – 2
(Aapne Kuchh Kaha, Humko Aisa Laga) – 2
Paaniyon Pe Ghata, Jaise Ban Mein Hawa
(Aap Ko Dekhkar Hamko Aisa Laga) – 2
(Paaniyon Pe Ghata, Jaise Ban Mein Hawa) – 3