Lyrics of song

Aapko Samjha Hai Jabse Zindagi

haa aapko samjha hai jabse zindagi
aapko samjha hai jabse zindagi
zindagi ab zindagi lagne lagi – 2
aapki baahon mein jabse aa gaye – 2
aaisa lagta hai ke manzil pa gaye- 2

(in aankhon mein shararat hai sharafat hai
hai bala ki shaukhiya kaisi yeh qayamat hai) – 2
iss kadar najdeekiya kehti hai ishaaron se
aa gaye manzil pe hum in dil ki raahon se
aapki har baat mein ek baat hai – 2
der se samjhe magar kya baat hai – 2

(kayi armaan dil mein aur uljhan yeh
jaan lewa hain mohabbat yeh mohabbat yeh) – 2
ha aa gaye ham zindagi mein ek aaise mod par
jee nahi sakte mohabbat ka yeh daaman chodkar
aapki iss ashiqui ko kya kahe – 2
apne is dil ki lagi ka kya kare – 2

aapko samjha hai jabse zindagi
aapki baahon mein jabse aa gaye
zindagi ab zindagi lagne lagi
aaisa lagta hai ke manzil pa gaye

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *