Lyrics of song

Aasmaan kehta hai rab se

Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Ek mera tha hai daag
Doosra hai saaf saaf
Sabki nazar us pe jaaye
Hay
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai

Rab ne kaha aye aasmaan
Usay bhej kar zameen par hum bhi pachhtaaye
Hay
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai

Usko dekh phoolon ko hoti hai jalan
Kyonki uski khushboo ein hai sabhi magan
Vo guzre door se hava ke shor se
Uske aana ka paat chale yahan sabhi ye jaane
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye

Saat rang duniya mein hote hain magar
Aathvaan kahan hai kise hai kya khabar
Jo usko dekh le vo pal mein jaanle
Rang kyon karein hai koshishein rang ek banaane
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Ek mera tha hai daag
Doosra hai saaf saaf
Sabki nazar us pe jaaye
Hay
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai

Rab ne kaha aye aasmaan
Usay bhej kar zameen par hum bhi pachhtaaye
Hay
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *